ye bazi haq ki bazi hai
hum ghazi thai hum ghazi hain
kis ne kia aazad humain?
kis ne di hai awaz hamain?
hum pehle pasti me rehte thai
ye haal hamara, maazi hai
ab chup reh na paen gai
jo kehna hai keh jaen gai
Jo karna hai kr jaen gai
gar larna hai lar jaen gai
gar marna hai mar jaen gai
aur kb tk mu ki khaen gai?
Wo log hamain jo kehte hain
hum jaantai hain or maantai hain
hum mantai hain hum baaghi hain
hum mantai hain hum baghi hain.
Thanks to Badar Rao.
i just love it:)
ReplyDeleteInspiring verses, I must say.
ReplyDeleteab chup reh na paen gai
jo kehna hai keh jaen gai
Jo karna hai kr jaen gai
gar larna hai lar jaen gai
This part of the poetry is awesome!